venerdì 6 marzo 2015

Whats APP Quiz 5

1 - शहद से ज्यादा मिठा---------है 2 - सुरज से ज्यादा गर्म ----------है 3 - बादशाहा को ----------- चाहिये 4 - फकीर के पास -----------है 5 - जो-----------खायेगा वह मर जायेगा पाँचो खाली स्थान पर एक जैसा ही उतर भरना है दिमाँग है तो भरो वरना सोचते रहो

उत्तर के लिए कमेंट बॉक्स देखे

1- Shahad se jyaada mitha ---------- hai
2- Suraj se jyaada garm ------------ hai
3- Badshaah ko --------------- Chahiye
4- Fakir ke paas --------------- hai
5- Jo --------------------- khayega vo mar jaayega
Pancho khali sthan me ek jaisa hi uttar bhrnaa hai
Dimag hai to bhro varna sochte raho

Uttar ke liye comment box dekhe

1 commento:

  1. Answer --> Kuch Nahi
    Sahad se jyada mitha --Kuch nahi-- Hai
    Suraj se jyaada garm --Kuch nahi-- hai
    Badshaah ko --Kuch nahi-- Chahiye
    Fakir ke paas --Kuch nahi-- Hai
    Jo --Kuch nahi-- Khayega vo mar jaayega

    RispondiElimina